• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Jadu Na Fasana Na Fusun Hai Yun Hai

Koi Jadu Na Fasana Na Fusun Hai Yun Hai

rehana-roohi

koi jaadu na fasana na fusun hai yuun hai

ashiqi silsila-e-kar-e-junun hai yuun hai

tu nahin hai to tire hijr ki vahshat hi sahi

ki ye vahshat hi mire dil ka sukun hai yuun hai

kuchh nahin kahna bhi kah deta hai saara ahval

khamushi aina-e-hal-e-darun hai yuun hai

jab se dekha hai mohabbat ko adavat karte

tab se honton pe mire haan hai na huun hai yuun hai

ab tire saath mira ji nahin lagta sain

tu ne puchha tha nami aankh men kyuun hai yuun hai

aaj bhi kal ki tarah der se ghar aaega vo

phir bahane vahi dohraega yuun hai yuun hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Koi Bhi Nahin Shahr Mein Jab Zat Ke Bahar

Kuchh Din Se uTh Rahi Hai Dil O Shahr-E-Jaan Se KHak

poet

Wo Husn-E-Barq-Talat Ka Meri Aankhon Mein Ghar Karna

Nahin Ki Qubul mudaKHalat Na Yasar Se Na Yamin Se

Ye Ji Mein Hai Ki Mohabbat Ka Bab Likhkungi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet