• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Itna Pyara Kaise Ho Sakta Hai

Koi Itna Pyara Kaise Ho Sakta Hai

koi itna pyara kaise ho sakta hai

phir saare ka saara kaise ho sakta hai

tujh se jab mil kar bhi udasi kam nahin hoti

tere baghair guzara kaise ho sakta hai

kaise kisi ki yaad hamen zinda rakhti hai

ek ḳhayal sahara kaise ho sakta hai

yaar hava se kaise aag bhaḌak uThti hai

lafz koi angara kaise ho sakta hai

kaun zamane-bhar ki Thokaren kha kar ḳhush hai

dard kisi ko pyara kaise ho sakta hai

ham bhi kaise ek hi shaḳhs ke ho kar rah jaa.en

vo bhi sirf hamara kaise ho sakta hai

kaise ho sakta hai jo kuchh bhi main chahun

bol na mere yaara kaise ho sakta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

hatim-ali-mehr

Wo Zar Hun Ki Sar Pe Gulistan Utha Liya

abdul-majeed-salik

Wo Hai Hairat-Faza-e-Chashm-e-Mani Sab Nazaron Mein

poet

Hawaon Mein Bikhar Jaun

Nind Ke Badle Tasalli Hi Sahi Aati to Hai

firaq-gorakhpuri

Nikhre Badan Ka Muskurana Hai Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet