• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Dil-Lagi Dil Lagana Nahin Hai

Koi Dil-Lagi Dil Lagana Nahin Hai

koi dil-lagi dil lagana nahin hai

qayamat hai ye dil ka aana nahin hai

mana.en unhen vasl men kis tarah ham

ye ruThe ka koi manana nahin hai

hai manzur unhen imtihan shauq-e-dil ka

nazakat ka ḳhali bahana nahin hai

vafa par dagha sulh men dushmani hai

bhala.i ka hargiz zamana nahin hai

shab-e-gham bhi ho ja.egi ik din aḳhir

kabhi ik ravish par zamana nahin hai

hai ku-e-butan bas ghar us ka hi ‘kaifi’

zamane men jis ko Thikana nahin hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kisi Ko Zahr Dunga Aur Kisi Ko Jam Dunga

Jab Se Meri Taqdir Ka Duba Suraj

insha-allah-khan-insha

dekhna Jab Mujhe Kar Shan Ye Gali dena

kaifi-azmi

Kohre Ka Khet

Ye Jo Shisha Hai Dil-Numa Mujh Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet