• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi dam Thamta Nahin Baran-E-Ashk

Koi dam Thamta Nahin Baran-E-Ashk

poet

koi dam thamta nahin baran-e-ashk

al-aman az chashm-e-pur tufan-e-ashk

kis lab-e-mai-gun ki khvahish hai mudam

josh-zan hai ye mai-e-joshan-e-ashk

shor nalon ka mire sun dam-ba-dam

sahmgin hain yak-qalam tiflan-e-ashk

kashti-e-gardun yaqin hai duub jaae

badh chala hai bahr-e-be-payan-e-ashk

shauq men us silk-dandan ki mudam

hain nikalte ye durr-e-ghaltan-e-ashk

jal ke hota khaak soz-e-dil se tan

gar na karti aankh ye saman-e-ashk

faiz se khun-e-dil-e-majruh ki

rashk-e-gulshan ho gaya daman-e-ashk

dho gaya khatir se janan ki ghubar

jaan par meri hai ye ehsan-e-ashk

huun main giryan ishq-e-khadim-shah main

is liye ‘asim’ huun main nazan-e-ashk

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main Teri Chah Mein Jhuta Hawas Mein Sachcha Hun

Jinhen Mahfilon Se Gharaz Na Thi Wo Jo Qaid Apne Gharon Mein The

Shoalon Se Lala-Zar Hai Aatish-Kada Hai Dil

Aankhon Mein Wo KHwab Nahin Baste Pahla Sa Wo Haal Nahin Hota

afroz-rizvi

Ye Khwab Jis Ne dikhae The Ek Safar Ke Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet