• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Aahat Koi Sargoshi Sada Kuchh Bhi Nahin

Koi Aahat Koi Sargoshi Sada Kuchh Bhi Nahin

bilqis-zafirul-hasan

koi aahat koi sargoshi sada kuchh bhi nahin

ghar men ik behis khamoshi ke siva kuchh bhi nahin

naam ik nayab sa likha tha vo bhi mit gaya

ab hatheli par lakiron ke siva kuchh bhi nahin

be-chhue ik lams ka ehsas ik khamosh baat

us ke mere biich akhir tha bhi kya kuchh bhi nahin

dosti kaisi vafa kaisi takalluf bartaraf

aap kuchh bhi hon magar kya dusra kuchh bhi nahin

dekhna ye hai ki milne kis se pahle kaun aae

mere ghar se us ke ghar ka fasla kuchh bhi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

baDa Ajnabi Sa Sawal Hai Koi Ajnabi Sa Jawab De

Tez Jab KHanjar-E-Bedad Kiya Jaega

Aankh Ki Dahliz Se Utra to Sahra Ho Gaya

Aankhon Mein Wo KHwab Nahin Baste Pahla Sa Wo Haal Nahin Hota

poet

Rah Mein Haq Ke Azizan Aapko Qurban Karo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet