• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Adu Ke Pairon Se kanTe Nikalne Wale

Adu Ke Pairon Se kanTe Nikalne Wale

adu ke pairon se kanTe nikalne vaale

kahan hain nekiyan dariya men Dalne vaale

uchhalte hain vo ab pagḌiyan buzurgon ki

hatheliyon pe saron ko uchhalne vaale

ḳhuda tujhe bhi kahin apne dar se Taal na de

ai apne dar se savali ko Talne vaale

hamen bhi mil ga.e kuchh dost doston jaise

ham astin men hain ab saanp palne vaale

dikha.i denge vo ab sang-reze chunte hue

samundaron ki tahon ko khangalne vaale

vo jin ko lutf jaḌen kaTne men aata hai

vo kab hain girte huon ko sambhalne vaale

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mir Ki Sadgi Bayan Mein Rakh

Har Dam ruThe Rahte Ho

Rabta Lakh Sahi Qafila-Salar Ke Sath

Ek Qatra-E-Mani Se Afkar Ka Dariya Ho

Sunte Hain Jo Hum Dasht Mein Pani Ki Kahani

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet