• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kohsar Ke Daman Mein Hawa Tez Bahut Hai

Kohsar Ke Daman Mein Hawa Tez Bahut Hai

kohsar ke daman men hava tez bahut hai

par ye ki mira dost kam-amez bahut hai

itna na hue hote ham afsurda vatan men

hijrat men tiri yaad gham-angez bahut hai

husn aata hai ashya men mauqa se mahal se

har mar-e-siyah-zulf dil-avez bahut hai

barsat ke mausam men kare naala na koi

barish se yahan sail-e-ravan tez bahut hai

jo nuur hai chehre pe ibadat ke evaz hai

‘abid’ ka to in ashya se parhez bahut hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tere Baghair Main Kitna Hun Be-Qarar Na Puchh

Ye Jo Chehre Se Tumhein Lagte Hain Bimar Se Hum

rahat-indori

Roz Taron Ko Numaish Mein Khalal Padta Hai

Manzil Hai kaThin Kam Zad-E-Safar Malum Nahin Kya Hona Hai

Didar Ki Hawas Hai Na Shauq-E-Visal Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet