• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kitnon Ne Jaan War Di Hirni Si Chaal Par

Kitnon Ne Jaan War Di Hirni Si Chaal Par

kitnon ne jaan vaar di hirni si chaal par

kitne hi log mar miTe us ḳhush-ḳhisal par

mujh ko ḳhabar mili hai ki pariyon ke des men

hote hain roz tabsire us ke jamal par

main bhi saval puchh ke ḳhamosh ho gaya

us ne bhi chup hi saadh li mere saval par

bhanvra kisi gulab ko chhuta hai jis tarah

rakhta huun apne honT yuun dilbar ke gaal par

kis ke zara se zikr pe sansen mahak uThin

chehre ke rang khil uThe kis ke ḳhayal par

paḌhte hain log aaj bhi ulfat ki dastan

likhte hain log aaj bhi hijr-o-visal par

chhani hain us ne ja-ba-ja sahra ki pastiyan

pahuncha hai ishq phir kahin auj-e-kamal par

haara huun is dileri se laḌta hua ‘zaki’

dushman bhi pur-malal hai mere zaval par

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Titliyan Nind Ki Pahle to uDai Jaen

waseem-barelvi

Andhera Zehn Ka Samt-E-Safar Jab Khone Lagta Hai

Zehn Par Chha Gai Maut Ki Be-Hisi Nind Aane Lagi

Sans Lije to Bikhar Jate Hain Jaise Ghunche

poet

Kinaron Se Juda Hota Nahin Tughyaniyon Ka Dukh

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet