• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kisi Taur Ho Na Pinhan Tera Rang-E-Ru-Siyahi

Kisi Taur Ho Na Pinhan Tera Rang-E-Ru-Siyahi

kisi taur ho na pinhan tira rang-e-ru-siyahi

vo sab ankhen bujh chuki hain ki jo den miri gavahi

ho nasib har kisi ko kahan manzil-e-mohabbat

ki ujaḌti jaa.en rahen ki bikharte jaa.en raahi

tire nuur par fida huun magar is qadar fida huun

mujhe dekh hi na paa.e ye jahan ki kam-nigahi

main jo aah bhar raha huun tujhe yaad kar raha huun

ki tire baghair main ne kabhi zindagi na chahi

koi yaad ham-nafas ho jo mire liye qafas ho

ki azal se jis tarah hai ye jahan-e-ab-o-mahi

yahi zindagi gulistan yahi zindagi hai zindan

isi zindagi se main ne yunhi dosti nibahi

sar-e-sham luT chuka huun sar-e-am luT chuka huun

ki Dakait ban chuke hain ka.i shahr ke sipahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Waqt Se Lamha Lamha Kheli Hai

Nanha Sa Diya Hai Ki Tah-E-Ab Hai Raushan

ambareen-haseeb-ambar

Maine Socha Hai Raat-Bhar Tumko

Aks-Dar-Aks Aaina Taqsim

poet

Soz-E-Gham Chiz Hai Kya Kuchh Hamein Malum to Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet