• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Charaghon Ka Gharana Chal Raha Hai

Charaghon Ka Gharana Chal Raha Hai

rahat-indori

charaghon ka gharana chal raha hai

hava se dostana chal raha hai

javani ki havaen chal rahi hain

buzurgon ka khazana chal raha hai

miri gum-gashtagi par hansne vaalo

mire pichhe zamana chal raha hai

abhi ham zindagi se mil na paae

taaruf ghaebana chal raha hai

nae kirdar aate ja rahe hain

magar natak purana chal raha hai

vahi duniya vahi sansen vahi ham

vahi sab kuchh purana chal raha hai

ziyada kya tavaqqoa ho ghazal se

miyan bas ab-o-dana chal raha hai

samundar se kisi din phir milenge

abhi pina-pilana chal raha hai

vahi mahshar vahi milne ka vaada

vahi budha bahana chal raha hai

yahan ik madrasa hota tha pahle

magar ab kar-khana chal raha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sitamgari Bhi Meri Kushtagan Bhi Mere The

Kash Ki Jo Pahchana Hota Apnon Ko Beganon Ko

poet

Duniya Se Aaj Jazb-E-Wafa Mangta Hun Main

ali-sardar-jafri

Wahi Hai Wahshat Wahi Hai Nafrat Aakhir Is Ka Kya Hai Sabab

nazeer-akbarabadi

Ai dil Jo Ye Aankh Aaj Ladai Usne

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet