• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kisi Tarik Goshe Mein Basar Hogi Hamari

Kisi Tarik Goshe Mein Basar Hogi Hamari

kisi tarik goshe men basar hogi hamari

mahal men tujh ko pal pal ki ḳhabar hogi hamari

ajab ik sehr hoga jaan deni bebasi men

farishton ki tasalli charagar hogi hamari

shuaon ki savari nuur ki raftar hogi

magar ik ḳhak-zadi ham-safar hogi hamari

jahanon ke safar hain aur sitaron se sanad hai

ghazal men har rivayat mo’atabar hogi hamari

chhupe honge zamin-ta-asman us men tilismat

ba-zahir go hikayat muḳhtasar hogi hamari

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Bojh Hai Dil Par Use Kam Karte Rahenge

sahir-ludhianvi

Bachche Man Ke Sachche Sare Jag Ki Aankh Ke Tare

poet

Jab Zara Naghmon Se Bulbul Gul-Fishan Ho Jaega

thoDi Der Ai Saqi Bazm Mein Ujala Hai

Jaane Kitna Jiwan Pichhe chhuT Gaya Anjaane Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet