• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kisi Ko Dekhte Kyun Aah Rote

Kisi Ko Dekhte Kyun Aah Rote

kisi ko dekhte kyuun aah rote

jo bas chalta to ham paida na hote

vo ashk ai dard-e-dil ankhon men hote

jo dagh-e-ma.asiyat daman se dhote

sahar hone ko aa.i rote rote

kahin vo astan milta to sote

jhuki jaati hain ankhen bar-e-gham se

kisi aghosh men sar rakh ke sote

nazar dekha kiye un ki hamesha

yahi hasrat rahi ham jaan khote

‘jigar’ ham hain to ḳhaliq bhi hai koi

na hota kuchh agar ham hi na hote

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dasht-O-Sahra Mein Samundar Mein Safar Hai Mera

abid-wadood

Jaane Kis Samt Ko Bhatka Saya

ajit-singh-badal

Tum Mile To Hui Ajib Si Baat

Tumhin Batao Pukara Hai Bar Bar Kise

nasir-kazmi

dhup Thi Aur Baadal Chhaya Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet