• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kisi Ki Ishwa-Gari Se Ba-Ghair-E-Fasl-E-Bahaar

Kisi Ki Ishwa-Gari Se Ba-Ghair-E-Fasl-E-Bahaar

kisi ki ishva-gari se ba-ghair-e-fasl-e-bahar

sabhi ka chaak gireban hai dekhiye kya ho

tumhen ḳhabar hi nahin ai tuyur-e-naghma-sara

yahi chaman yahi zindan hai dekhiye kya ho

jahan kashud-e-nava par ḳhizan ke pahre hain

vahin bahar-e-ghazal-ḳhvan hai dekhiye kya ho

subu uTha ki ye nazuk maqam hai saaqi

na ahrman hai na yazdan hai dekhiye kya ho

ravan hai mauj-e-gul-o-lala mauj-e-ḳhun ki tarah

chaman shahid-e-baharan hai dekhiye kya ho

darazi-e-shab-e-hijran se mujh ko ḳhauf na tha

kisi ki zulf-e-pareshan hai dekhiye kya ho

hava ka rang ye hai ashiyan to ek taraf

qafas bhi shaḳh pe larzan hai dekhiye kya ho

yahi hai dil se shikayat ki mera mahram-e-raz

mujhi se dast-o-gireban hai dekhiye kya ho

hamin hain pir-e-mughan kafiron ke ai ‘abid’

hamin ko dava-e-iman hai dekhiye kya ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ishq Ki Itni baDhin Ranaiyan

Ab Se Pahle Wo Meri Zat Pe Tari to Na Tha

Kisi Goshe Mein Duniya Ke Makin Hote Hue Bhi

ahmad-hamesh

Andesha-e-Jaan

hasrat-mohani

Chupke Chupke Raat din Aansu Bahana Yaad Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet