• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kisi Ke Muntazir Rahna Na Darwaza Khula Rakhna

Kisi Ke Muntazir Rahna Na Darwaza Khula Rakhna

kisi ke muntazir rahna na darvaza khula rakhna

hamen aaya nahin dil ko mohabbat men laga rakhna

ye karb-o-dard hi dar-asl hai darkar jiine men

so in ko chahiye din-rat palkon pe saja rakhna

ḳhuda jaane faqiron men ye fan kis tarah aata hai

koi bhi saneha guzre magar chehra khula rakhna

amir-e-shahr ke logon men ik ye bhi rivayat hai

bahut maila badan rakhna bahut ujli qaba rakhna

ghazab ka mashvara de kar hai vo ab tak ghazab sha.ir

baḌe logon se milne men hamesha fasla rakhna

mire saa.e mire naqsh-e-qadam par mat chala kar tu

umid-e-rahbari bhaTke hue logon se kya rakhna

ḳhafa rahne se is darja nikhar aaya hai ghazlon men

ki ab to chahta huun umr bhar ḳhud ko ḳhafa rakhna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shab-E-Firaq Achanak KHayal Aaya Mujhe

akhtar-imam-rizvi

duniya Bhi Pesh Aai Bahut Be-Rukhi Ke Sath

Sadgi Pahchan Jis Ki KHamushi Aawaz Hai

Jo Bhi Milta Hai Usi Ko Pujne Lagta Hun Main

Maut Ek Darinda Hai Zindagi Bala Si Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet