• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kisi Ke Dukh Pe Agar Hum Malal Karte Hain

Kisi Ke Dukh Pe Agar Hum Malal Karte Hain

kisi ke dukh pe agar ham malal karte hain

ajiib log hain ulTa saval karte hain

kabhi kabhi to use phunkne ko ji chahe

vo ghar ki jis ki bahut dekh bhaal karte hain

tumhare saath nahin mas.ala ye shukr karo

jo tum ko dekh ke sansen bahal karte hain

tumhen bikharte hue phuul achchhe lagte the

so apni zaat ko ham pa.emal karte hain

bhala ho shahr-e-sitamgar tire makinon ka

ye marne valon ka kitna ḳhayal karte hain

tumhara hijr ghanimat hai aise mausam men

tumhare vasl ke lamhe niDhal karte hain

vo jin ko Thiik se aata nahin hai kaam koi

kamal hai ki vo ‘sahir’ kamal karte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hazar Phul Liye Mausam-E-Bahaar Aae

Zamin Par Moajiza Karne Ki Sazish

poet

Misr Mein Husn Ki Wo Garmi-E-Bazar Kahan

Duniya Ko Ru-Shanas-E-Haqiqat Na Kar Sake

Ek Ghar Apne Liye Tayyar Karna Hai Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet