Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
humaira-rahat

Kisi Bhi Raegani Se Bada Hai

  • Ghazal
  • Women Poets
  • Poet: Humaira Rahat
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

kisi bhi raegani se bada hai

ye dukh to zindagani se bada hai

na ham se ishq ka mafhum puchho

ye lafz apne maani se bada hai

hamari aankh ka ye ek aansu

tumhari rajdhani se bada hai

guzar jaegi saari raat is men

mira qissa kahani se bada hai

tira khamosh sa izhar ‘rahat’

kisi ki lan-tarani se bada hai

More Poems

dair-O-Haram Ko Chhod Ke Ai dil Chal Baitho Maikhane Mein

Mantiq-Ut-Tair – Hikayat Bar dar Shudan-e-Mansur-Hallaj

dekho To Mere Nala-O-Ah-O-Fughan Ki Or

Bigad Kar Adu Se dikhate Hain Aap

Ladakpan Mein Ye Zid Hai Jaani Tumhaari

Bazm Mein Wo Baithta Hai Jab Bhi Aage Samne

dekhna Bhi To Unhen dur Se dekha Karna

dil Ki Aarzu Thi dard dard-e-Be-dawa Paya

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.