• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kisht-E-Viran Ki Tarah Tishna Rahi Raat Meri

Kisht-E-Viran Ki Tarah Tishna Rahi Raat Meri

sajida-zaidi

khayal-e-subh ki raanaiyan kuchh aur kahti hain

andheri raat ki tanhaiyan kuchh aur kahti hain

kabhi jam-e-tarab ki samt dast-e-shauq badhta hai

to us kam-o-dahan ki talkhiyan kuchh aur kahti hain

miri nazron ki pahnai men hain ajza-e-do-alam

guman-o-vaham ki parchhaiyan kuchh aur kahti hain

faraghat chahti hai zindagi do-char lamhe ki

magar rah-e-vafa ki sakhtiyan kuchh aur kahti hain

miri be-khvab ankhon men Kyayal-e-subh-e-farda hai

dil-e-bedar ki khamoshiyan kuchh aur kahti hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tum Kuchh Bhi Karo Hosh Mein Aane Ke Nahin Hum

Nazar Ko Phir Koi Chehra Dikhaya Ja Raha Hai

poet

Maqdur Kya Mujhe Ki Kahun Wan Ki Yan Rahe

Ubur Kar Na Saka Main Ghurur Dariya Ka

Tu Mila to Mujhe Yaqin Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet