• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Takalluf Kis Ehtimam Se Hum

Kis Takalluf Kis Ehtimam Se Hum

kis takalluf kis ehtimam se ham

dil ko bahla rahe hain shaam se ham

mai chhalakti hai rind pyase hain

phir bhi ḳhush hain is intizam se ham

ab gulistan men ashiyan bhi nahin

ab kahan jaa.en chhuT ke daam se ham

mil ga.i jab nigah saaqi se

ho ga.e be-niyaz jaam se ham

us ka har ik qusur kar ke muaaf

mutma.in hain is intiqam se ham

bijliyan gir rahi hain gulshan par

luT rahe hain kis ehtimam se ham

tum jahan saath de nahin sakte

ab guzarte hain us maqam se ham

mehrban the ‘sa.id’ vo kal tak

aaj mahrum hain salam se ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

momin-khan-momin

Hum Samajhte Hain Aazmane Ko

Ranj-O-Alam Se Mohabbat Hai

Nazar Nazar Se Milao Hijab Kya Mani

abbas-tabish

Humne Chup Rah Ke Jo Ek Sath Bitaya Hua Hai

qateel-shifai

dil Ko Gham-E-Hayat Gawara Hai In dinon

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet