• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Shahr Na Shohra Hua Nadani-E-dil Ka

Kis Shahr Na Shohra Hua Nadani-E-dil Ka

faiz-ahmad-faiz

kis shahr na shohra hua nadani-e-dil ka

kis par na khula raaz pareshani-e-dil ka

aao karen mahfil pe zar-e-zakhm numayan

charcha hai bahut be-sar-o-samani-e-dil ka

dekh aaen chalo ku-e-nigaran ka kharaba

shayad koi mahram mile virani-e-dil ka

puchho to udhar tir-fagan kaun hai yaaro

saunpa tha jise kaam nigahbani-e-dil ka

dekho to kidhar aaj rukh-e-bad-e-saba hai

kis rah se payam aaya hai zindani-e-dil ka

utre the kabhi ‘faiz’ vo aina-e-dil men

aalam hai vahi aaj bhi hairani-e-dil ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bekal Hai Mukh Nigah Mein Boson Ki Pyas Hai

Sufi

Juzw-O-Kul Ka Hum Is Andaz Se Rishta Samjhe

poet

Jis Mein Sauda Nahin Wo Sar Hi Nahin

abu-mohammad-wasil-bahraichi

Ye Bandagi Ka Sada Ab Saman Rahe Na Rahe

poet

Bujhe Charagh Jalane Mein Der Lagti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet