• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Qadar Pyas Mili Aap Ke maiKHane Se

Kis Qadar Pyas Mili Aap Ke maiKHane Se

kis qadar pyaas mili aap ke maiḳhane se

umr bhar ankhon men chhalka kiye paimane se

kaisa jaadu tha un ankhon men jinhen dekh ke ham

muddaton apnon men phirte rahe begane se

meri taḳh.il ne duniya ko diye pairahan

kya haqiqat hai ye puchho mare afsane se

TuuT jaane pe bhi rishton ka bharam baaqi hai

in ka ghar duur nahin hai mire virane se

kya milen auron se ḳhud se bhi nahin mil paate

aise tanha hue ham aap ke aa jaane se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hain Sat Zamin Ke Tabaq Aur Sat Hain Aflak

Ye Bujhe Bujhe Sitare Ye Dhuan Dhuan Sawera

Ek Sharar-E-Girafta-Rang Hun Main

poet

Ho Gae Nakaam to Pachhtaen Kya

afroz-rizvi

Azal Se Le Ke Abad Tak Charagh-e-Fani Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet