• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Ne Kaha Kisi Ka Kaha Tum Kiya Karo

Kis Ne Kaha Kisi Ka Kaha Tum Kiya Karo

bilqis-zafirul-hasan

kis ne kaha kisi ka kaha tum kiya karo

lekin kahe koi to kabhi sun liya karo

har aarzu fareb hai har justuju sarab

machle jo dil bahut use samjha diya karo

yuun chup raha kare se to ho jaae hai junun

zakhm-e-nihan kured ke kuchh ro liya karo

haan shahr-e-arzu tha kabhi ye ujaad ghar

ab khandaron se is ki kahani suna karo

is na-shunidani se to behtar hai chup raho

hai kya zarur sikhva-e-be-faeda karo

uth kar chale gae to kabhi phir na aenge

phir laakh tum bulao sadaen diya karo

naale ubal rahe hon to rasta bhi chahiye

‘bilqis’ gaahe gaahe ghazal kah liya karo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

siraj-aurangabadi

Har Kisi Kun Guzar-E-Ishq Mein Aanan Mushkil

Zahiran Ye but to Hain Nazuk Gul-E-Tar Ki Tarah

Nigahon Ka Tera Wo Ehtiram Rakh Dena

aftab-iqbal-shamim

Baat Ek Jaisi Hai Hajw Ya Qasida Likh

poet

Har Ek Surat Mein Tujhko Jaante Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet