• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Liye Phirta Hun Tanha Na Kisi Ne Puchha

Kis Liye Phirta Hun Tanha Na Kisi Ne Puchha

kis liye phirta huun tanha na kisi ne puchha

kyuun kahin ji nahin lagta na kisi ne puchha

zehn avara dil avara nazar avara

kaise is haal ko pahuncha na kisi ne puchha

kaun hai aaya hai kis des se kis se milne

sab ne dekha magar itna na kisi ne puchha

jaane kya kahte agar puchhta ahval koi

ḳhair ye bhi hua achchha na kisi ne puchha

be-ta.alluq hue ‘ruhi’ ajab andaz se log

kis pe kya hadsa guzra na kisi ne puchha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Taqsim Tazkire Ko Main Kaise Raqam Karun

Hazrat-E-Dil Ye Ishq Hai Dard Se Kasmasae Kyun

Sochta Hun Ki Haal Kya Hoga

zehra-nigaah

Har Khaar Inayat Tha Har Ek Sang Sila Tha

Kuchh Bhi Na Jab Dikhai De Tab Dekhta Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet