• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Hunar Ke Muzahire Mein Ho

Kis Hunar Ke Muzahire Mein Ho

puja-bhatia

kis hunar ke muzahire men ho

tum to khud se muqable men ho

qatl karna to us ko thiik nahin

ishq ki maut hadse men ho

chand aaega sulh karne ko

jaag jaao mughalte men ho

naam main dusra mohabbat ka

tum ho pagal ya phir nashe men ho

aate aate hansi yuun phisli hai

jaise ashkon ke raste men ho

chand ghaeb hai chand raton se

kya pata mere aaine men ho

tum chale the khala ko bharne kyun?

laut aae ki raste men ho

kaun munsif bane siva dariya

ik jazira jo katghare men ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chashm-E-Hairan Ko Yun Hi Mahw-E-Nazar chhoD Gae

ismail-merathi

Bazm-E-Ijad Mein Be-Parda Koi Saz Nahin

poet

Fikr-E-Ranj-O-Rahat Kaisi

Duniya Duniya Sair Safar Thi Shauq Ki Rah Tamam Hui

allama-iqbal

Nala-E-Firaq

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet