• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ki Tere Shahr Se Aati saDak Se Munsalik Hain

Ki Tere Shahr Se Aati saDak Se Munsalik Hain

poet

ki tere shahr se aati saḌak se munsalik hain

miri ḳhushiyan tire gham ki kumak se munsalik hain

hamari baat men kuchh vazn ho to kis tarah ho

ki ham to ghair ke nan-o-namak se munsalik hain

use dekhun to phir mujh ko dikha.i de zara kuchh

miri ankhen un ankhon ki chamak se munsalik hain

tire maazi se to gahra ta.alluq hai hamara

sitam ye hai ki tere aaj tak se munsalik hain

zaminen aap apne taur kar saktin nahin kuchh

zaminon ke vasa.il sab falak se munsalik hain

hamari ruuh ki balidgi ke silsile sab

tumhare husn ki taaza mahak se munsalik hain

dilon ke darmiyan ye duriyan kam hon to kaise

zamana ho gaya ham log shak se munsalik hain

tar-o-taza hamesha is liye rahte hain ‘nami’

pahaḌi silsile ab-e-ḳhunak se munsalik hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Giraftari Ki Lazzat Aur Nira Aazad Kya Jaane

shahryar

Jaane Kya dekha Tha Maine Khwab Mein

Ek Bhi Harf Na Tha KHush-KHabari Ka Likkha

Kis Ko Batate Kis Se Chhupate Suragh-E-Dil

ain-irfan

Hadsa Kaun Sa Hua Pahle

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet