• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHwahishon Ki Kitab the Jab The

KHwahishon Ki Kitab the Jab The

ḳhvahishon ki kitab the jab the

zindagi ka nisab the jab the

apni ungli pakaḌ ke chalte the

ḳhud ko ham dastiyab the jab the

taq-e-mazi ke ye udaas diye

shauq men aftab the jab the

apni ankhon men ab khaTakte hain

chashm-e-yaran ka ḳhvab the jab the

ab mayassar kahan hain ḳhud ko bhi

haan tire be-hisab the jab the

ye jo ankhen bujhi bujhi hain naan

in men bhi chand ḳhvab the jab the

ab jo sukhe paḌe hain qabron par

ye bhi taaza gulab the jab the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Alag Hain Hum Ki Juda Apni Rah-Guzar Mein Hain

ajay-sahaab

Tanhaiyon Mein Ashk Bahane Se Kya Mila

ajmal-ajmali

Har Ujala Nai Sahar To Nahin

Dil-E-Ashufta Pe Ilzam Kai Yaad Aae

poet

paDh Ke Qasid KHat Mera Us Bad-Zaban Ne Kya Kaha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet