• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHwab-Kari Wahi kamKHwab Wahi Hai Ki Nahin

KHwab-Kari Wahi kamKHwab Wahi Hai Ki Nahin

ḳhvab-kari vahi kamḳhvab vahi hai ki nahin

sher ka husn abad-tab vahi hai ki nahin

kya pari ko mujhe machhli men badalna hoga

dekhne ke liye talab vahi hai ki nahin

main jahan aaya tha peḌon ki tilavat karne

samne qarya-e-shadab vahi hai ki nahin

aankh ko niind men ma.alum nahin ho sakta

raat vo hai ki nahin ḳhvab vahi hai ki nahin

jis ko chhune se mira jism chamak uTThega

dekh ye shisha-e-mahtab vahi hai ki nahin

ye kahani ke alaav se chura.i hui aag

mahv-e-hairat hai ki barfab vahi hai ki nahin

sar jhukane se jahan ashk-e-tapan jaaga tha

sochta huun ki ye mehrab vahi hai ki nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kuchh Apni Baat Kaho Kuchh Meri Suno Mat So

poet

Ek Hujum-E-Girya Ki Har Nazar Tamashai

Sufi

Aaj Yun Hasti-e-Imkan-O-Guman Se Nikle

Gulon Ki Samt Bhanwaron Se Ziyaada Kaun Dekhega

Lahraata Hai KHwab Sa Aanchal Aur Main Likhta Jata Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet