• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHushk Hain Ye Sabhi Samundar Chal

KHushk Hain Ye Sabhi Samundar Chal

ḳhushk hain ye sabhi samundar chal

tishnagi ho ga.i muqaddar chal

rog mat ashna.iyon ke baḌha

chhoḌ avargi miyan ghar chal

zarra-zarra na ḳhud bikhar aisa

jam.a kar apne aap ko ghar chal

hain haqa.eq ke marhale darpesh

apne ḳhvabon ka bandh bistar chal

peT ke mas.ale bulate hain

kar-ḳhane dukan daftar chal

zindagi rasta hai sho.alon ka

daman-e-afiyat bacha kar chal

bhuul mat apni haisiyat ‘rahi’

apni hadd-e-rasa ke andar chal

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ghanTiyan Bajne Se Pahle Sham Hone Ke Qarib

Titliyan Rangon Ka Mahshar Hain Kabhi Socha Na Tha

akbar-hameedi

Ek Lamhe Ne Jiwan-dhaara Rok Liya

abdussamad-tapish

Jism Ke Martaban Mein Kya Hai

poet

Sara Din Be-Kar baiThe Sham Ko Ghar Aa Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet