• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHushk Aankhon Se Koi Pyas Na joDi Humne

KHushk Aankhon Se Koi Pyas Na joDi Humne

ḳhushk ankhon se koi pyaas na joḌi ham ne

aas ham se jo sharabon ko thi toḌi ham ne

barha ham ko mila apne lahu men vo sharar

apni dukhti hui rag jab bhi nichoḌi ham ne

jo sanvarne ko kisi taur bhi raazi na hui

bhaaḌ men phenk di duniya vo nigoḌi ham ne

is tarah ham ne samundar ko pilaya paani

apni kashti kisi sahil pe na moḌi ham ne

jab koi chand mila daagh na dekhe us ke

aankh suraj se mila kar na sikoḌi ham ne

gard ghairat ke badan par jo nazar aa.i kabhi

der tak apni ana ḳhuub jhinjhoḌi ham ne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

obaidullah-khan-mubtala

Fariyaad Ki Wo Shokh Sitamgar Na Aaya

Na Koi Fal Nikali Na istiKhaara Kiya

Shikwa Karte Hain Zaban Se Na Gila Karte Hain

Kisi Ki Aankhon Mein Behad Hasin Manzar Tha

Safar Ek Dusre Ka Ek Sa Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet