• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHushi Se Jhumti Phirti Hai Aur Phir Muskuraati Hai

KHushi Se Jhumti Phirti Hai Aur Phir Muskuraati Hai

ḳhushi se jhumti phirti hai aur phir muskurati hai

miri taaza ghazal vo yaad kar ke gungunati hai

tumhen cigarette se nafrat hai to ye kyon bhuul baiThe tum

tumhen jis se mohabbat hai use cigarette bachati hai

nahin ma.alum mera hafiza kis samt rahta hai

magar vo yaad rakhti hai janam din tak manati hai

use bujhte diyon se itni uljhan hai ki mat puchho

koi jo laḌkhaḌa jaa.e use fauran jalati hai

kitaben chiḳhne lagti hain jab vo paas se guzre

inhen vo chuum ke rakhti hai siine se lagati hai

zahin itni hai us se bahs to ham kar nahin sakte

mujhe manTo ke afsane bila-nagha sunati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Dil Nahin Raha Wo Tabiat Nahin Rahi

Mast-E-Nigah-E-Naz Ka Arman Nikaliye

poet

Us shoKH Ke Andaz Ko Dekha to Ghazab Hai

Jo Bhigi Raat to Aaseb Ke Lashkar Nikal Aae

aftab-iqbal-shamim

Ye Ped Ye Pahad Zamin Ki Umang Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet