• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHushi Ki Chehre Pe Gham Ka Jalal Sath Liye

KHushi Ki Chehre Pe Gham Ka Jalal Sath Liye

ḳhushi ki chehre pe gham ka jalal saath liye

hayat milti hai par intiqal saath liye

bulandiyon pe sabhi aa ke bhuul jaate hain

uruuj aata hai lekin zaval saath liye

vo ḳhuun ankhon se rona amal purana hai

ab ashk bahte hain ankhon ki khaal saath liye

ka.i jami hui parten udheḌ Dalega

ye mujh men kaun hai utra kudal saath liye

ḳhabar ye ghol na de machhliyon ko paani men

machhere a.enge kal sub.h jaal saath liye

yahan pe chhoḌ diya to javab Das lenge

main lauT ja.unga apna saval saath liye

vo peT ke liye kaafi nahin hai ab ‘fani’

tu ja raha hai jo rizq-e-halal saath liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Raushan Hon dil Ke dagh To Lab Par Fughan Kahan

nazeer-akbarabadi

Id

poet

Sanam Ke Dekh Kar Lab Aur Dahan surKH

poet

Phul Apne Wasf Sunte Hain Us KHush-Nasib Se

Sharh-E-Dard-E-Ashiqi Karte Hain Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet