• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHushbu Ka Bhi Wahi Hai Jo Hai Chalan Hawa Ka

KHushbu Ka Bhi Wahi Hai Jo Hai Chalan Hawa Ka

ḳhushbu ka bhi vahi hai jo hai chalan hava ka

us ka badan hava ka hai pairahan hava ka

kal raat yad-e-janan ya chandni ke baa.is

behad chamak raha tha simab-tan hava ka

sadiyon gaya vo us ke pichhe had-e-jahan tak

lekin na DhunD paaya mulk-o-vatan hava ka

apne badan se haT kar mahsus kar sako to

tum ko dikha.i dega uryan badan hava ka

mere qarib aa.i ḳhushbu hava pahan kar

palTi to ban ga.i thi ḳhud pairahan hava ka

tufan ke ba.ad dekha gulshan ke har shajar ne

be-dam paḌi thi ḳhushbu oḌhe kafan hava ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

asrarul-haq-majaz

Taj Jab Mard Ke Mathe Pe Nazar Aata Hai

Tarikiyon Mein Hum Jo Giraftar Ho Gae

aftab-iqbal-shamim

Naslen Jo Andhere Ke Mahazon Pe Ladi Hain

poet

Be-Zabanon Ko Bhi Goyai Sikhana Chahiye

poet

Bahut Se Zamin Mein dabae Gae Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet