• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sula Kar Tez Dhaaron Ko Kinaro Tum Na so Jaana

Sula Kar Tez Dhaaron Ko Kinaro Tum Na so Jaana

poet

sula kar tez dharon ko kinaro tum na so jaana

ravani zindagani hai to dharo tum na so jaana

mujhe tum ko sunani hai mukammal dastan apni

adhuri dastan sun kar sitaro tum na so jaana

tumhare da.ere men zindagi mahfuz rahti hai

nizam-e-bazm-e-hasti ke hisaro tum na so jaana

tumhin se jagta hai dil men ehsas-e-rava-dari

qayam-e-rabt-e-baham ke saharo tum na so jaana

agar niind aa ga.i tum ko to chashme suukh ja.enge

kabhi ghaflat men paḌ kar kohsaro tum na so jaana

tumhin se bahr-e-hasti men ravan hai kashti-e-hasti

agar sahil bhi so jaa.en to dharo tum na so jaana

sada-e-dard ki ḳhatir tumhen ‘kausar’ ne chheḌa hai

shikasta-saz ke bedar taaro tum na so jaana

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sukut-E-Shab Mein Dil-E-Dagh-Dagh Raushan Hai

Gham Ke Tufan Dil-E-Muztar Mein Thahar Jate Hain

poet

Khurshid-Ru Ki Sohbat Jo Ab Nahin To Phir Kab

Lai Nahin Payam Koi Zulf-E-Yar Se

nazeer-akbarabadi

dil Yar Ki Gali Mein Kar Aaram Rah Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet