ḳhush rahna ab Thaan liya hai
yaron ko pahchan liya hai
matlab ke sab yaar yahan par
sab ke sab hoshyar yahan par
tan ka koi dhan ka ḳhvahan
mat DhunDo yaan man ka ḳhvahan
ham ne rakkhe ham ne paale
kuchh gore aur man ke kaale
ulTa jaadu kar jaate hain
sidha ullu kar jaate hain
Leave a Reply