• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHun Ke Dariya Bah Jate Hain KHair Aur KHair Ke Bich

KHun Ke Dariya Bah Jate Hain KHair Aur KHair Ke Bich

ḳhuun ke dariya bah jaate hain ḳhair aur ḳhair ke biich

apne-ap men sab sachche hain masjid o dair ke biich

laag ho ya ki lagan ho donon ek diye ki laven

ek hi raushni lahrati hai pyaar aur bair ke biich

dil men dhuup khile to andhere chhaT jaate hain aap

ab ham farq rava nahin rakhte yaar aur ghair ke biich

soch-samajh sab sach hai lekin dil ki baat hai aur

duur thi yuun to aankh bhanvar ki pahuncha tair ke biich

jaate ho pa qadam uThne se pahle dhyan rahe

umr ka fasla ho sakta hai pair aur pair ke biich

dekhti aankh ‘ziya’ hairan hai dekh ke dahr ke rang

pal ki pal men badal jaate hain manzar sair ke biich

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chehra Udas Udas Tha Maila Libas Tha

humaira-rahman

dil Ko darun-E-Khwab Ka Mausam Bojhal Rakhta Hai

poet

Kaif-E-Hayat Tere Siwa Kuchh Nahin Raha

Hadsat Ab Ke Safar Mein Nae Dhab Se Aae

ajiz-kamaal-rana

Zamane Bhar Ka Jo Sara dukh Hai Hamara dukh Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet