• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Kaisi Hai Aah Apni Tabiat Bhari Hui

Kaisi Hai Aah Apni Tabiat Bhari Hui

poet

kaisi hai aah apni tabiat bhari hui

ankhon men ashk ashk men hasrat bhari hui

atkheliyan na kar tu nasim-e-sahar ki hai

rag rag men un gulon ki nazakat bhari hui

kyuun be-sabab hujum-e-tamanna-o-yas se

hai is dil-e-hazin ki imarat bhari hui

kis ja karega mayyat-e-ushshaq dafn tu

yaan hai shahid-e-naz ki turbat bhari hui

gar jaam tu pilae to piina halal hai

tujh men to saqiya hai malahat bhari hui

kyuun kar gada na tere ghani huun sanam ki hai

dast-e-karam men tere sakhavat bhari hui

ifsha-e-raz-e-ishq na ho khauf hai yahi

chhupti nahin hai aankh mohabbat bhari hui

tum dekh lo ‘jamila’ ki dil gham hua na ho

ankhon men un ke kyuun hai nadamat bhari hui

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sine Mohabbaton Se Munawwar Kiye Gae

Ham-Safar Ab Mere Pahlu Mein Mera Dil Na Raha

ahmad-husain-mail

Ghaflat Ke Tukhm Bone Wale Uthe

noshi-gilani

Ye dil Bhulata Nahin Hai Mohabbaten Uski

Jahan chaukhaT Hai Wan Zina Tha Pahle

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet