• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHun-E-Dil Hota Hai Hone Dijiye

KHun-E-Dil Hota Hai Hone Dijiye

ḳhun-e-dil hota hai hone dijiye

ab rulaya hai to rone dijiye

kuchh to halka dil ko hone dijiye

ji bhara aata hai rone dijiye

aah dil se lab tak aa sakti nahin

dard hota hai to hone dijiye

aap ko apna banane men hai aar

phir mujhe mera hi hone dijiye

kijiye kyuun murda armanon se chheḌ

sone valon ko to sone dijiye

aap hansiye aap kyuun lijiye asar

koi rota hai to rone dijiye

nala-kash ‘manzar’ se da.ave niind ke

achchha achchha shaam hone dijiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

kaTi pahaD Si Shab Intizar Karte Hue

azra-abbas

Ek Nazm Likhna Mushkil Hai

Ab Mujhe Gulshan Se Kya Jab Zer-E-Dam Aa Hi Gaya

Aks Mismar Karta Jata Hun

Dil Ki Mere Bisat Kya Ek Diya Bujha Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet