• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khuli Aankhen Hain Par Soya Hua Hun

Khuli Aankhen Hain Par Soya Hua Hun

khuli ankhen hain par soya hua huun

tumhari yaad men Duuba hua huun

badan ik din chhua tha tum ne mera

usi din se bahut mahka hua huun

mujhe pagal samajhti hai ye duniya

tasavvur men tire khoya hua huun

jahan tum chhoḌ kar mujh ko ga.e the

usi raste pe main baiTha hua huun

ḳhuda ka hai karam ‘santosh’ mujh par

har ik mahfil pe main chhaya hua huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

quli-qutub-shah

Saki Tuj Zulf Hai Jiwan Ke Aakhiz

poet

Kis Ne Ye Socha Tha Haidar Aisa Bhi Ho Sakta Hai

Shahr-E-Shor-O-Shar Tanha Ghar Ke Baam-O-Dar Tanha

Hafiz Shirazi

Baya Ki Qasr-e-Amal Sakht Sust Buniyaadast

poet

Aazurda Ho Gaya Wo Kharidar Be-Sabab

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet