• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khulegi Nind KHwabon Ka Gharaunda TuT Jaega

Khulegi Nind KHwabon Ka Gharaunda TuT Jaega

khulegi niind ḳhvabon ka gharaunda TuuT ja.ega

haqiqat ru-ba-ru hogi to sapna TuuT ja.ega

tumhen to chand banna hai miri tarik raton ka

sitara tum nahin banna sitara TuuT ja.ega

mujhe apnon ya ghairon se koi shikva nahin lekin

fareb itne milenge to bharosa TuuT ja.ega

mira ma.asum dil to fitratan shishe ke jaisa hai

musalsal vaar hone par to loha TuuT ja.ega

abhi kuchh vaqt baaqi hai shajar pe zard patte ka

hava.en tez hone se ye patta TuuT ja.ega

tumhen har haal men ‘mashkur’ us ko bhuul jaana hai

irada tum nahin karna irada TuuT ja.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Ki Duniya Dekh Kar Kyun Rang-E-Duniya Dekhte

KHud Apne Ghar Mein Hain Is Tarah Aaj Aae Hue

Sufi

Karta Hun Ab Ke Bar Main Tauba Se Tauba Yar

Baal Baal Duniya Par Us Ka Hi Ijara Hai

Aziyyaton Ko Kisi Tarah Kam Na Kar Paya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet