• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khul Ke Sachchai Ka Izhaar Nahin Kar Sakte

Khul Ke Sachchai Ka Izhaar Nahin Kar Sakte

khul ke sachcha.i ka iz.har nahin kar sakte

ham jo karte hain vo aḳhbar nahin kar sakte

zindagi tera taqaza hai ki sarpaT dauḌen

ham vo lachar ki inkar nahin kar sakte

un ko haq hai ki vo inkar bhi kar sakte hain

ham pe qadghan hai ki israr nahin kar sakte

sab ke sab mil ke mire samne saf-ara hain

kaam aisa hai ki do-char nahin kar sakte

tujh se ik kaam hai aur kaam bhi aisa hai ki jo

chashm-o-abru lab-o-ruḳhsar nahin kar sakte

ham ne ik umr kya un pe bharosa ‘maz.har’

ham vahi kaam lagatar nahin kar sakte

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ijad Gham Hua Dil-E-Muztar Ke Waste

Gulab-Chehre Pe Shab Ka Eajaz Bolta Hai

poet

Kam Nahin Hum Bujhte Kabe Se Maikhane Ke Tain

Janab-E-shaiKH Ki Harza-Sarai Jari Hai

Ek Aayat paDh Ke Apne-Ap Par Dam Kar Diya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet