• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khul Gaya Unki Masihai Ka Aalam Shab-E-Wasl

Khul Gaya Unki Masihai Ka Aalam Shab-E-Wasl

hatim-ali-mehr

khul gaya un ki masihai ka aalam shab-e-vasl

mera dam band hai dete hain mujhe dam shab-e-vasl

jeb ke purze ude phat gai mahram shab-e-vasl

mere un ke raha kuchh aur hi aalam shab-e-vasl

ji men hai kahiye moazzin se ye hamdam shab-e-vasl

yuun na chikha karo ai qibla-e-alam shab-e-vasl

vo na soe hon juda ya na lade hon ham se

is tarah ki hui sohbat to bahut kam shab-e-vasl

subh hote hi mujhe ashkon se munh dhona hai

mujh se ankhen na chura dida-e-pur-nam shab-e-vasl

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

duaen Mangin Hain Muddaton Tak Jhuka Ke Sar Hath Utha Utha Kar

Sarhaden Achchhi Ki Sarhad Pe Na Rukna Achchha

Ek Baat Bahut KHas Thi Chehron Ke Safar Mein

afzal-ahmad-syed

Main darta Hun

munshi-naubat-rai-nazar-lakhnavi

Hath Rakhte Hi Tha Haal-E-Qalb-E-Muztar Aaina

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet