• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khuda Khuda Kar Ke Aae Bhi Wo To Munh Lapete Pade Hue Hain

Khuda Khuda Kar Ke Aae Bhi Wo To Munh Lapete Pade Hue Hain

poet

khuda khuda kar ke aae bhi vo to munh lapete pade hue hain

na kahte hain kuchh na sunte hain kuchh kasi se jaise lade hue hain

hazar-ha mannaten karenge lipat ke qadmon pe sar dharenge

na jaane denge na jaane denge abas vo bigde khade hue hain

saval karte hain mujh se kya kya pae-khuda mere rahbar aa

pada main takta huun tera rasta nakir-o-munkir khade hue hain

rahi jo un se tumhen kudurat to badh gai vahshiyon ki vahshat

udaai is darja khak-e-hasrat kamar kamar tak gade hue hain

idhar to jiine se ham hain aari udhar mangate ho tum savari

ye kaisi hain garmiyan tumhari phaphule dil men pade hue hain

farebi ankhen rasili chitvan ada ishara nigah rahzan

ye apne do tiin hain jo dushman nazar men anjum tade hue hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Adhure KHwab Ka Chehra Udasi

Kisi Ke Dast-E-Talab Ko Pukarta Hun Main

Raqs Yak Nur Kabhi Sail-E-Bala Dekhta Hun

Yun Akela Dasht-E-Ghurbat Mein Dil-E-Nakaam Tha

poet

Bahs Kyun Hai Kafir-O-din-dar Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet