• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHud-Satai Se Na Hum Baz Ana Se Aae

KHud-Satai Se Na Hum Baz Ana Se Aae

ḳhud-sata.i se na ham baaz ana se aa.e

go tire shahr men ja kar ke bhi pyase aa.e

is javani men bhi ilzam se Darna hairat

kaun chehre pe nahin kiil muhase aa.e

us ne ik ḳhaas tanasub se mohabbat banTi

mere hisse men hamesha hi dilase aa.e

baat ausaf ki hai nam ki nahin hai bhaa.i

log be-ant samundar se bhi pyase aa.e

DhunDhta hai koi mujh jaisa mujhe gird-o-navah

ik sada mere ta.aqub men sada se aa.e

main ba-sad-shauq giraftar-e-rah-e-ishq hua

varna kuchh log yahan apni ḳhata se aa.e

sirf taqlid se hi qais nahin ban sakte

ya.ani is ishq ka karna bhi ata se aa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kabhi Yaqin Ki Duniya Mein Jo Gae Sapne

obaidullah-khan-mubtala

Munh Kitabi Tera Bayazi Nain

Ye Sitare Mujhe Diwar Nahin Hone Ke

poet

Koi Baat Aisi Aaj Ai Meri Gul-ruKHsar Ban Jae

sheikh-ibrahim-zauq

Nigah Ka War Tha dil Par Phadakne Jaan Lagi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet