• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHud Ko Pa-Basta-E-Zanjir Kiye Ja Chup-Chap

KHud Ko Pa-Basta-E-Zanjir Kiye Ja Chup-Chap

ḳhud ko pa-basta-e-zanjir kiye ja chup-chap

ḳhvab sharminda-e-ta.abir kiye ja chup-chap

ḳhama-e-ranj-o-alam se ruḳh-e-kam-ma.egi par

nusrat-e-javedan tahrir kiye ja chup-chap

ye amal ba.is-e-taskin-e-junun bhi hoga

jazba-e-ishq ki ta.amir kiye ja chup-chap

gham-e-dauran ki aziyyat bhi to dil sahta hai

gham-e-janan ko bhi jagir kiye ja chup-chap

zaḳhm gahre to ba-zid shauq mire karta raha

us masiha.i ki tadbir kiye ja chup-chap

maqsad-e-zindagi khulta hi chala ja.ega

apne dil men use tasvir kiye ja chup-chap

sha.iri se hai ‘ḳhayal’ us ko shaghaf sheron men

apne jazbat ko tasḳhir kiye ja chup-chap

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Ek Sham Ka Manzar Dhuan Ugalne Laga

shaista-mufti

Khak Se Uthna Khak Mein Sona Khak Ko Banda Bhul Gaya

KHud Apne Ujale Se Ojhal Raha Hai Diya Jal Raha Hai

Dil Bhi Ehsasat Bhi Jazbaat Bhi

Na Karwan Ka Hamare Koi Nishan Raha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet