• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khud Ko duniya Mein Jo Raazi-Ba-Raza Kahte Hain

Khud Ko duniya Mein Jo Raazi-Ba-Raza Kahte Hain

poet

Khud ko duniya mein jo raazi-ba-raza kahte hain

apni hasti se wo ek baat siwa kahte hain

maut aati hai to ek farz ada hota hai

in ko dhoka hai qaza ko jo qaza kahte hain

dard dil ko teri yak-guna muraat se hai

nukta-chin is ko bhi andaz-e-jafa kahte hain

haram o dair hue tark-e-amal se ruswa

dekhiye ahl-e-aqidat ise kya kahte hain

suraten hain ye do ehsas-e-darun ki ai ‘zeb’

hashr mein jin ko saza aur jaza kahte hain

Filed Under: Ghazal

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mashiyyat Kis Ke Bas Mein Faza Se Kaun laDta Hai

uTh Gai Uski Nazar Main Jo Muqabil Se uTha

Tham Gai Waqt Ki Raftar Tere Kuche Mein

abrar-ahmad

Mujhe dar Lagta Hai

abid-wadood

Shiddat Bahaar Ki Bhi Gawara Nahin Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet