• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHud Fasle Hi Wasl Ki Tahrik Ho Gae

KHud Fasle Hi Wasl Ki Tahrik Ho Gae

ḳhud fasle hi vasl ki tahrik ho ga.e

tum duur ho ke aur bhi nazdik ho ga.e

jab se chhuTa hai haath tira mere haath se

sab raste hayat ke tarik ho ga.e

jin raston pe dauḌ ke ham tum chale the saath

tanha chale to baal se barik ho ga.e

un ke baghair jiina bhi ik jurm ho gaya

lamhe tamam mangi hui bhiik ho ga.e

itna hua hai un ki masiha.iyon ka zikr

bimar chiḳh uTThe hain ki ham Thiik ho ga.e

ham vo nishana-e-sitam-e-rozgar hain

hansne chale to paikar-e-taz.hik ho ga.e

‘sha.ir’ ne jab bhi chheḌa ḳhulus-o-vafa ka zikr

chehre tamam yaron ke tarik ho ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mohmal Hai Na Jaanen to, Samjhen to Wazahat Hai

Kawish-E-Rozgar Ne Umr-E-Rawan Ko Kha Liya

Shikwa Karne Se Koi shaKHs KHafa Hota Hai

bashar-nawaz

Azal-Ta-Abad

Koi Basti Nai Hum Tum Kahin Aabaad Karte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet