• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khone Ki Baat Aur Na Pane Ki Baat Hai

Khone Ki Baat Aur Na Pane Ki Baat Hai

khone ki baat aur na paane ki baat hai

bas zindagi ka saath nibhane ki baat hai

nafrat ki andhiyon se na hal hoga mas.ala

jo aag lag chuki hai bujhane ki baat hai

us ka haqiqaton se nahin koi vasta

sach baat ab to sirf fasane ki baat

tum muskura bhi sakte nahin kya mire liye

ye to kisi ke kaam na aane ki baat hai

ham ne ḳhayal men bhi na rakkhi kabhi ‘ra.is’

vo baat jo kisi ko satane ki baat hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bala Ka Zikr Kya Ye Mauj Bhi Ghanimat Hai

Jo Meri Aah Se Nikla Dhuan Hai Meri miTTi Ka

Gungunati Hui Aawaz Kahan Se Laun

Hun Shamil Sab Mein Aur Sab Se Juda Hun

Jo Rabt Meri Teri Nabz Dubne Tak Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet