• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHayal-O-KHwab Se Niklun Zuhur Tak Dekhun

KHayal-O-KHwab Se Niklun Zuhur Tak Dekhun

ḳhayal-o-ḳhvab se niklun zuhur tak dekhun

safar ke da.ere toḌun ubuur tak dekhun

mire liye hain ye haft-asman-o-haft-zamin

to kis liye tire jalve main tuur tak dekhun

samajh saka huun tujhe bas shu.ur ki had tak

ye fikr hai ki tujhe la-shu.ur tak dekhun

ragen chaTaḳh ga.iin rishton ki shorishen kaisi

sada lahu ki jo aa.e to duur tak dekhun

ulajh na ja.un kahin reshmi ḳhayalon men

tira ‘jamal’ pas-e-rang-o-nur tak dekhun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

saima-nasim-bano

Sulagti Nazron Ka Khwab Ho Tum

adil-mansuri

Pahlu Ke Aar-Par Guzarta Hua Sa Ho

Sufi

Jag Ka Mohan

Do Umron Ki Rui Dhun Kar Aaya Hun

Ek Wo Bhi Din the Tujhse Mera Rabta Na Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet