• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khanjar Ki Tarah Bu-E-Saman Tez Bahut Hai

Khanjar Ki Tarah Bu-E-Saman Tez Bahut Hai

majrooh-sultanpuri

khanjar ki tarah bu-e-saman tez bahut hai

mausam ki hava ab ke junun-khez bahut hai

raas aae to hai chhanv bahut barg o shajar ki

haath aae to har shakh samar-rez bahut hai

logo miri gul-kari-e-vahshat ka sila kya

divane ko ik harf-e-dil-avez bahut hai

munim ki tarah pir-e-haram piite hain vo jaam

rindon ko bhi jis jaam se parhez bahut hai

maslub hua koi sar-e-rah-e-tamanna

avaz-e-jaras pichhle pahar tez bahut hai

‘majruh’ sune kaun tiri talkh-navai

guftar-e-azizan shakar-amez bahut hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nadiya-ambar-lodhi

Ummid

Kuchh Nazare Hain Kuchh Nazar Baqi

Nasib-E-Chashm Mein Likkha Hai Gar Pani Nahin Hona

Manzilen Kya Bataen Main Kya Hun

Main Dhund-Fazaon Mein uDa Bhi Hun Gira Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet