• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHak Hoti Hui Tamir Se Dar Jate Hain

KHak Hoti Hui Tamir Se Dar Jate Hain

ḳhaak hoti hui ta.amir se Dar jaate hain

ham badalti hui tasvir se Dar jaate hain

raat ko chain se sote hain magar vaqt-e-sahar

ḳhvab ke va.ada-e-tabir se Dar jaate hain

vo siyahi se likhi hoti hai ḳhuun se to nahin

phir bhi kyuun aap ki tahrir se Dar jaate hain

DhunDte phirte hain saḌkon pe ujale lekin

ghar men aati hui tanvir se Dar jaate hain

aap to nahr kinare pe kiye hain qabza

aap kyuun pyaas ke ik tiir se Dar jaate hain

raqs karte hue mahlon ki fasilon pe charagh

aap ki di hui tauqir se Dar jaate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chaar Su KHauf-E-Tirgi Hai Bahut

Charagh-E-Qurb Ki Lau Se Pighal Gaya Wo Bhi

Meri ujDi Jawani Ka Hai Bas Itna Nishan Baqi

muneer-niyazi

Khwab-O-Khayal-E-Gul Se Kidhar Jae Aadmi

faiz-ahmad-faiz

Hasrat-E-did Mein Guzaran Hain Zamane Kab Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet