• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHak Hai Mera Badan KHak Hi Us Ka Hoga

KHak Hai Mera Badan KHak Hi Us Ka Hoga

ḳhaak hai mera badan ḳhaak hi us ka hoga

donon mil jaa.en to kya zor ka sahra hoga

phir mira jism miri jaan se juda hai dekho

tum ne Tanka jo lagaya tha vo kachcha hoga

tum ko rone se bahut saaf hui hain ankhen

jo bhi ab samne aa.ega vo achchha hoga

roz ye soch ke sota huun ki is raat ke ba.ad

ab agar aankh khulegi to savera hoga

kya badan hai ki Thaharta hi nahin ankhon men

bas yahi dekhta rahta huun ki ab kya hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

dost Jab dil Sa Aashna Hi Nahin

Gae Hain Des Ko Hum Apne chhoD Kar Hi Nahin

poet

dam-E-Marg Baalin Par Aaya To Hota

Kitne Shikwe Gile Hain Pahle Hi

firaq-gorakhpuri

Hath Aae To Wahi daman-E-Jaanan Ho Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet